Hello friends, welcome to Apkmirror,
Search engines always search ranking ki algorithm me kuch na kuch update karte rehti hai jisse bloggers ke traffics par effect padta hai but agar aap always fully seo optimized article likhenge to apko har update par bahut hi kam effect padega kyu ki search engines ab bahut hi smart features dena chahti hai apne users ko isliye wo perfect likhi gayi article ko top result me show karega.
Kafi saal pehle copy paste ki gayi article se bahut sare visitors mil jata tha lekin ab aisa sochna bhi bekaar hai kyu ki ab search engines ranking dene se pehle apke web pages ko check , recheck fir filter karti hai uske baad apko search engines deserving ranking deti hai. Mai is post me kuch killer tips share kar raha hu jisse ap seo optimized article likh paoge.
Search engines always preference unique content ko deti hai . Agar aapka article fresh aur copy paste nahi hai to apko search engines me acchi rank milegi. Visitors bhi pasand karta hai khud ki likhi gayi article ko . Aapki post sabse different aur title ke according hi honi chahiye .
Aap ki kosis honi chahiye har post me 700 - 800 words include kare. Kuch experts blogger ka kehna hai har post 2000 words ka likhna better hota hai but mai is chiz ko bilkul nahi maanta . Koi pasand nahi karta itni lambi article ko read karna , aksar visitor long article me bore feel karega aur their is no doubt wo paragraph ko skip kar ke hi read karega .
Isliye aap jyada lambi article na likhe jisse visitor bore ho jaye similarly jyada chhoti post bhi na like jisse apko search me acchi rank hi na mile . 700 -800 words ka article sabse best hota hai , isse visitor ko bore feel bhi nahi hoga aur koi paragraph ko skip bhi nahi karega.
Agar aap 1000 words ki koi post likh rahe ho to usme target keyword ko kewal 20 baar hi use karo usse jyada use nahi karna chahiye otherwise ise search engines pasand nahi karti hai. Agar logically baat karu to aisi post jisme keyword density ka taking care bilkul bhi kiya gaya nahi hai wo post dekhne aur read karne me bore lagega.
H1 ka use post title me kiya jata hai lekin agar apke post me h1 tag ki requirement ho to aap use kar sakte ho but ise jyada use nahi kare. H2 ka use points ko define karne ke liye kiya jata hai , ye tag sabse jyada use hoti hai. Agar aapki post me maximum points hai then aap h3 aur h4 ka bhi use kar sakte ho .
Search engines always search ranking ki algorithm me kuch na kuch update karte rehti hai jisse bloggers ke traffics par effect padta hai but agar aap always fully seo optimized article likhenge to apko har update par bahut hi kam effect padega kyu ki search engines ab bahut hi smart features dena chahti hai apne users ko isliye wo perfect likhi gayi article ko top result me show karega.
Kafi saal pehle copy paste ki gayi article se bahut sare visitors mil jata tha lekin ab aisa sochna bhi bekaar hai kyu ki ab search engines ranking dene se pehle apke web pages ko check , recheck fir filter karti hai uske baad apko search engines deserving ranking deti hai. Mai is post me kuch killer tips share kar raha hu jisse ap seo optimized article likh paoge.
write seo optimized article
How to write seo optimized articleSearch engines always preference unique content ko deti hai . Agar aapka article fresh aur copy paste nahi hai to apko search engines me acchi rank milegi. Visitors bhi pasand karta hai khud ki likhi gayi article ko . Aapki post sabse different aur title ke according hi honi chahiye .
Aap ki kosis honi chahiye har post me 700 - 800 words include kare. Kuch experts blogger ka kehna hai har post 2000 words ka likhna better hota hai but mai is chiz ko bilkul nahi maanta . Koi pasand nahi karta itni lambi article ko read karna , aksar visitor long article me bore feel karega aur their is no doubt wo paragraph ko skip kar ke hi read karega .
Isliye aap jyada lambi article na likhe jisse visitor bore ho jaye similarly jyada chhoti post bhi na like jisse apko search me acchi rank hi na mile . 700 -800 words ka article sabse best hota hai , isse visitor ko bore feel bhi nahi hoga aur koi paragraph ko skip bhi nahi karega.
Taking care of keyword density
Ye sabse jaruri hai , agar aap apne post me keyword density ka taking care nahi karenge to apko acchi ranking kabhi nahi milegi searches me jiske wajah se apko traffics bhi kam milega. Keyword density ka best 2.5 % maana jata hai. Aapki kosis yahi rehni chahiye apne post me 2 % tak keyword use kare.Agar aap 1000 words ki koi post likh rahe ho to usme target keyword ko kewal 20 baar hi use karo usse jyada use nahi karna chahiye otherwise ise search engines pasand nahi karti hai. Agar logically baat karu to aisi post jisme keyword density ka taking care bilkul bhi kiya gaya nahi hai wo post dekhne aur read karne me bore lagega.
Post description
Har post ke liye apko perfect description likhni chahiye aisa nahi hona chahiye apne post se 3 line ko copy kar ke description me paste kar diya . Ise unique likhe aur short me describe kare ki is post me aap kya share kar rahe hai , basically ye search engines me apke post ke permalink ke baad show hoti hai hai isliye ise perfect and unique jarur likhe.Using of Alt attribute
Apne post me use ki gayi images par Alt attribute ka use karna bahut hi jaruri hai , many users images search kar ke post tak aati hai agar apki images index hogi to apko isse jyada traffics bhi milega isliye apne har images me Alt attribute ka use jarur kare. Aap alt name bilkul pic se milti julti hi rakhe.Interlinking
Interlinking se page rank behtar hoti hai jisse search engines me bhi acchi rank milti hai . Aap har post me apne dusre post ko linking kare. Isse apka bounce rate bhi improve hoga. Aap har post me kam se kam 5 interlinking jarur kare.Permalink
Permalink aapki post ka address hota hai , ise aap custom set kar sakte ho . Aap permalink me 3-4 main keywords ko include kare. Keywords post title me bhi honi chahiye aisa nahi kare title me kuch aur hi keywords hai aur permalinks me sabhi different keywords , aap 1 word ko different rakh sakte ho but sabhi nahi. Jitna behtar permalink hoga utna behtar result aapko milega search ranking me isliye ise default kabhi nahi rehne de. Custom yaani khud se ise edit kare post title ke according.Using of Headings Tags ( H1, H2, H3, H4)
Post ko attractive aur reading friendly banane ke liye ham post me headings ka use karte hai. Headings different hoti hai aap according to need sahi heading ka use kare. Post me maximum use hone wali tags hai h2,h3,aur h4.H1 ka use post title me kiya jata hai lekin agar apke post me h1 tag ki requirement ho to aap use kar sakte ho but ise jyada use nahi kare. H2 ka use points ko define karne ke liye kiya jata hai , ye tag sabse jyada use hoti hai. Agar aapki post me maximum points hai then aap h3 aur h4 ka bhi use kar sakte ho .